Friday, June 29, 2012

Mungarumale...Title song......( v )




Saawan mahine ke barish kya hai teri bundo ka jaadu
Tere bundose dhara ki gale mein chahat ka mala
Barasa raha chahat ki barish se pyar hogaya
Kyun si sipi mein moti aagaya

Vasundhara ke galke upar badalonki moti ka chumban
Mere Hruday mein uski Ghunghru ke kampan
Uski payal ke jhankar ya Mere pyara ka gunjan
Mere sine ke badal pe usne apne sapano ke rangose bhar gayi hain
Uski likhi indradhanush ke naam me pyar ki rango ka jaadu hain
Saawan mahine ke barish kya hai teri bundo ka jaadu

Kyunsi boondonse ila harbhari hogi
Kiski pyarki sparsh mein kiska dil machlegi
Kiski saanso mein kiska naam kyun likh gaya
Kaunsi Prem ke phhol kiske dil mein ug gaya
Kauna sa hai prem kephhol Kiski prem pooja leye hoga
Saawan mahine ke barish kya hai teri bundo ka jaadu

Prem ke Chandrama jo muskurake aya man ke angan ko
Chahat ke diye mein dil ne nikali baraat ko
Uski Prem Nagar mein karega chahat ka yatra ko
Prem Nagar mein khone ka mehassos karunga us sukha ko
Aaj Mera Janam ka paya hain mein saphalta ko
Saawan mahine ke barish kya hai teri bundo ka jaadu 

No comments:

Post a Comment